bahut din ho gaye chand ko dekhe. pahle jab bhi udas hota ya fursat me.. chhat pe sokar asman ko niharta.. chanda mama dikh jate.. unse baate karta man hi man kuch gunta.. na jane yeh silsila kab ruk sa gaya..
asman me jhankne ya chandamama se baat hone ka aanand bahut dino se nahi mila..
pichhle dino main dilli me tha.. RTI award ceremony me hissa lene.. deshbhar ke un yodhhao ki jhalak lene ki aakhir unke sangharsh ka raaj kya hai.. lautne ke kram me chanda mama mile..
kya hua.. aage bataunga..
abhi ek press conference attend karna hai..
Friday, December 11, 2009
Subscribe to:
Posts (Atom)